सुख के सब साथी Sukh Ke Sab Saathi Lyrics – Mohammad Rafi



Sukh Ke Sab Saathi Lyrics in Hindi (*सुख के सब साथी*), this song is sung by most popular singer Mohammad Rafi, Ameen Sayani, lyrics is written by Rajendra Krishan, composed by Kalyanji-Anandji.

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics

Song: Sukh Ke Sab Saathi
Album: Gopi(1970)
Singer: Mohammad Rafi, Ameen Sayani
Lyrics: Rajendra Krishan
Music: Kalyanji-Anandji
Label: Saregama

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics



सुख के सब साथी
दुःख में न कोई
मेरे राम, मेरे राम
तेरा नाम एक साचा
दूजा न कोई
सुख के सब साथी
दुःख में न कोई

जीवन आनी, जानी छाया

जीवन आनी, जानी छाया
झूठी माया, झूठी काया
फिर काहे को सारी उमरिया
फिर काहे को सारी उमरिया
पाप की गठरी ढोई

सुख के सब साथी
दुःख में न कोई
मेरे राम, मेरे राम
तेरा नाम एक साचा
दूजा न कोई

ना कुछ तेरा, ना कुछ मेरा
ना कुछ तेरा, ना कुछ मेरा
ये जग जोगीवाला फेरा
राजा हो या रंक सभी का
राजा हो या रंक सभी का
अंत एकसा हाई

सुख के सब साथी
दुःख में न कोई
मेरे राम, मेरे राम
तेरा नाम एक साचा
दूजा न कोई

More Ram Bhajan
मगंल भवन अमंगल हारी Mangal Bhawan Amangal Haari
हम कथा सुनाते Hum Katha Sunate
अवध में राम आये हैं Avadh Mein Ram Aaye Hain
राम कथा सब विधि सुखदाई Ram Katha Sab Vidhi Sukh Dai
सम्पूर्ण सुन्दरकाण्ड पाठ Sunderkand Ka Path
श्री राम चंद्र कृपालु Shri Ram Chandra Kripalu Bhajman
जय जय राम Jai Jai Ram
दुनिया चले ना Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina
कभी राम बनके कभी श्याम बनके Kabhi Ram Banke Kabhi Shayam Banke
मरियादा पुरुषोत्तम राम Maryada Purushottam Ram

Sukh Ke Sab Saathi Music Video

Sukh Ke Sab Saathi Lyrics in English

Aa.. Aa..

Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi
Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi
Mere rama, mere rama
Tera naam hai saancha
dooja na koi
Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi

Jeevan aani jaani chhaya

Jeevan aani jaani chhaya
Jhoothi maya jhoothi kaya
Phir kaahe ko saari umariya
Phir kaahe ko saari umariya
Paap ki gathri dhoi

Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi

Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi

Na kuchh tera, na kuchh mera
Na kuchh tera, na kuchh mera
Ye jag jogi waala phera
Raja ho ya rank sabhi ka
Raja ho ya rank sabhi ka
Ant ek sa hoyi

Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi

Baahar ki tu maati phaanke
Baahar ki tu maati phaanke
Mann ke bheetar kyun na jhaanke
Ujle tan par maan kiya
Ujle tan par maan kiya aur
Man ki mail na dhoyi

Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi
Mere rama, mere rama
Tera naam hai saancha
dooja na koi
Sukh ke sab saathi
dukh mein na koi




Share on: