रचा है सृष्टि Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics – Devendra Ji Maharaj



Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics in Hindi and English. This is sung by Pujya Shri Devendra Ji Maharaj, lyrics are Traditional and music Live.

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics

Song: Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne
Singer: Pujya Shri Devendra Ji Maharaj
Music: Live
Lyrics: Traditional
Music Label: Ambey

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics in English



Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai
Jo ped humne lagaya pahale
Usi ka phal hum ab pa rahe hai
Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai ॥
Isi dhara se sharir paye
Isi dhara mein phir sab samaye
Hai satya niyam yahi dhara ka
Hai satya niyam yahi dhara ka
Ek aa rahe hai ek ja rahe hai
Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai ॥

Jinhone bheja jagat mein jaana
Tay kar diya laut ke phir se aana
Jo bhejne wale hai yahan pe
Jo bhejne wale hai yahaan pe
Wahi to wapas bula rahe hai
Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai ॥

Baithe hai jo dhan ki baliyo mein
Samaye mehndi ki laliyo mein
Har daal har patte mein samakar
Har daal har patte mein samakar
Gul rang birange khila rahe hai
Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai ॥

Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai
Jo ped humne lagaya pahale
Usi ka phal hum ab pa rahe hai
Racha hai srishti ko jis prabhu ne
Wahi ye srishti chala rahe hai ॥

More Krishna Bhajans:

Racha Hai Srishti Ko Jis Prabhu Ne Lyrics in Hindi

रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है
जो पेड़ हमने लगाया पहले
उसी का फल हम अब पा रहे है
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है ॥
इसी धरा से शरीर पाए
इसी धरा में फिर सब समाए
है सत्य नियम यही धरा का
है सत्य नियम यही धरा का
एक आ रहे है एक जा रहे है
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है ॥

जिन्होने भेजा जगत में जाना
तय कर दिया लौट के फिर से आना
जो भेजने वाले है यहाँ पे
जो भेजने वाले है यहाँ पे
वही तो वापस बुला रहे है
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है ॥

बैठे है जो धान की बालियो में
समाए मेहंदी की लालियो में
हर डाल हर पत्ते में समाकर
हर डाल हर पत्ते में समाकर
गुल रंग बिरंगे खिला रहे है
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है ॥

रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है
जो पेड़ हमने लगाया पहले
उसी का फल हम अब पा रहे है
रचा है सृष्टि को जिस प्रभु ने
वही ये सृष्टि चला रहे है ॥




Share on: