राम भजन कर मन Ram Bhajan Kar Mann Lyrics – Shreya Ghoshal



Ram Bhajan Kar Mann Lyrics (राम भजन कर मन लिरिक्स), sung by Shreya Ghoshal, written by Pt. Narendra Sharma, and music created by Shrinivas Khale & Anil Mohile.

Ram Bhajan Kar Mann

Ram Bhajan: Ram Bhajan Kar Mann
Singer: Shreya Ghoshal
Lyrics: Pt. Narendra Sharma
Music: Shrinivas Khale & Anil Mohile
Music Label: Saregama

Ram Bhajan Kar Mann Lyrics in Hindi



राम है स्वनाम धन
राम धन्य नाम
राम को प्रणाम
राम नाम को प्रणाम
राम भजन कर मन
राम भजन कर मन
ओ मन रे कर तू
ओ मन रे कर तू ,
राम भजन
राम भजन कर मन

सब में राम,
राम में है सब
तुलसी के प्रभु, नानक के रब
राम रमईया घट घट वासी
सत्य कबीर बचन
राम भजन कर मन

राम नाम में पावत पावन
रवि तेज्योमय चन्द्र सुधा धन
राम भजन बिन ज्योति ना जागे
जाए ना जीय की जरन

राम भजन कर मन
नाम भजन में ज्योति असीमित
मंगल दीपक कर मन दीपित
सकल अमंगल हरण भजन है
सकल सुमंगल करन

राम भजन कर मन
ओ मन रे कर तू
ओ मन रे कर तू राम भजन
राम भजन कर मन
भजन कर मन
भजन कर मन
भजन कर मन

Ram Bhajan Kar Mann Lyrics in English

Ram hai swanaam dhan
Ram dhanya naam
Ram ko pranaam
Ram naam ko pranaam

Ram bhajan kar man
Ram bhajan kar man
O man re kar tu
O man re kar tu, Ram bhajan
Ram bhajan kar man

Sab mein Ram, Ram mein hai sab
Tulsi ke Prabhu, Nanak ke Rab
Ram Ramaiya ghat ghat vaasi
Satya Kabir bachan
Ram bhajan kar man

Ram naam mein paavat paavan
Ravi tejyomay Chandra sudha dhan
Ram bhajan bin jyoti na jaage
Jaaye na jeev ki jalan
Ram bhajan kar man

Naam bhajan mein jyoti asimit
Mangal deepak kar man deepit
Sakal amangal haran bhajan hai
Sakal sumangal karan
Ram bhajan kar man
O man re kar tu
O man re kar tu Ram bhajan
Ram bhajan kar man
Bhajan kar man
Bhajan kar man
Bhajan kar man

More Ram Hindi Bhajan




Share on: