गौरा सांची बताओ Gaura Sanchi Batao lyrics – Ankit Pandey



Goura Saanchee Batao Lyrics in Hindi and English. This is sung by Ankit Pandey and Santosh Vashudev, lyrics written by Traditional and music created by Partho ghosh ( Anashte Studio ).

Gaura Sanchi Batao lyrics

Song: Goura Saanchee Batao
Singer: Ankit Pandey, Santosh Vashudev
Lyrics: Traditional
Music: Partho ghosh ( Anashte Studio )
Music Label: Ankit Pandey Official

Gaura Sanchi Batao lyrics in English



Samay samay ki baat hai samay hota balwaan
Kaun din ko din bado kaun dina ki raat

Kya pata hai zindagi ka aadmi hai bulbulaa paani ka
Yun na seena taan ke chal nasha hai chaar din ki jawaani ka

Shiv samaan daata nahi
Vipat nivaran haar
Lajja sabki raakhio
O nandi ke aswaar
Bolo shankar bhagwan ki jai

Gaura saanchi batao
Kaise karba lao bhole baba se vyav

Paani ki chinta tumhein naiyya ben
Bhole ki moodi pe lagi paaipe len

Khub sapro saparaav khubai bagrao
Kaise karba lao bhole baba se vyav

Bhola ki hai naiyya koi dress
Toh kaay ke kaaj button kaay ki press

Gora saanchi batao kaise karba lao bhole baba se vyavastha

Light ki chinta tumhein naiyya ben
Bhole ke maathe pe lagi laalten

Chai cooler chalaao chai pankha chalaao
Kaise karba lao bhole baba se vyav

More Shiv Hindi Bhajan:

Gaura Sanchi Batao lyrics in Hindi

समय समय की बात है समय होत बलबान
काऊ दिना को दिन बड़ो काऊ दिना की रात

क्या पता है जिंदगी का आदमी है बुलबुला पानी का
यूं ना सीना तान के चल नशा है चार दिन की जवानी का

शिव समान दाता नहीं
विपत निवारण हार
लज्जा सबकी राखियो
ओ नंदी के असवार
बोलो शंकर भगवान की जय

गौरा सांची बताओ
कैसे करबा लओ भोले बाबा से व्याव

पानी की चिंता तुम्हें नैया बेन
भोलेकि मूडई पे लगी पाइप लेंन

खूब सपरो सपराव ख़ूबई बगराओ
कैसे करबा लओ भोले बाबा से व्याव

भोला की है नैया कोई डिरेस
तो काय के काज बटन काय की प्रेस

गोरा सांची बताओ कैसे करबालओ भोले बाबा से व्याव

लाइट की चिंता तुम्हे नैया बेन
भोला के माथै पे लगी लालटेन

चाय कूलर चलाओ चाय पंखा चलाओ
कैसे करबा लओ भोले बाबा से व्याव




Share on: